Google me apne khudke photo dalna har koi chahata hai, Lekin jadatar log nahi jante ke Google par aapna khud ke Photo kaise dale. Agar aap chahate ho ki aapke photo google image search me aye to aap aajke isko post follow karke ya kam kar sakte ho. Hum log jab kisi actor ke photo google par search karte hai tab wo actor ke photo asani se mil jata hai lekin agar aap aapne naam likhar search karte ho to aapko aapne photo nahi milega, iske matlab aapki photo Google par upload nahi hai to dosto chaliye dekhte hai google par kaise aapne photo upload karte hai or image search par kaise late hai.
Social Media jaise ke Google+ , Facebook etc, aap phele ek Google+ ya fir Facebook par khudke ek account kare.
Khud ke photo google par laane ke liye sabse badiya tarike hai blog ya website ko use karna.
Dosto main ummid karta hu aapko is post se pata chal gaya hoga ki google par khudke photo kaise dale. aagar aapko ya post accha lag to jorur post ko aapne dosto ke sath share kare comment kare, post ko lekar agar koibhi problem ho to niche comment karke bataye hum jorur help karenge.
Asal me google par photo upload karne ki koi option nahi hai, isi liye koi asani se google par photo upload nahi kar sakte. Lekin aagar aap aajke is post ko puri read kare to tab aap bhi jaan jawoge kaise google par asan tarike se photo upload karte hai.
Photo upload karne ke liye aapke pass dono tarike hai :
1. Aap aapne khudke ek Social account banakar jais ke Facebook, Twitter, Google+ etc par photo upload karke google par aapne photo laa sakte hai.
2. Dusra tarika : aap khudke ek website ya Blog site banakar usme photo upload karke Google par photo laa sakte hai.
Social Media par Photo Upload karke Google Par kaise laate hai ?
Social Media jaise ke Google+ , Facebook etc, aap phele ek Google+ ya fir Facebook par khudke ek account kare.
uske bad aapne photo ko Google+ ya Facebook par upload kare, ek baat photo par aapne naam jorur likhna hoga thik tarike se uske bad photo ke bareme kuch likhiye uske bad photo ko google+ ya facebook par share kare. Aabhi aap kuch din wait kare dekhe aapne jis naam se google+ ya facebook par khudke photo upload kiya tha usi naam se search kare aapko aapne photo search result me milega.
Website Ya Blog site banakar kaise photo Image upload kare ?
Khud ke photo google par laane ke liye sabse badiya tarike hai blog ya website ko use karna.
Pahle aap is link par jakar ek free blog banaye - Free Website/Blog Kaise Banaye Paisa Kamane Ke Liye
Upar ke link se blog banakar aap us par post kare or post me sirf aapne photo upload kare or us photo par khud ke naam thik tarike se add kare. Blogger par photo kaise upload karte hai -
Upar ke icon par click karke uske bad "Upload" Uske bad "Choose files" button par click karke khudke photo upload kare.
Aabhi aap aapne post ko publish kare or thoda din wait kare or is kam ke liye Image par thoda bohut SEO karna joruri hai agar aap seo nahi jante koi bat nahi is blog ko follow karte rahiye aapko seo ke bareme mil jayega.
Dosto main ummid karta hu aapko is post se pata chal gaya hoga ki google par khudke photo kaise dale. aagar aapko ya post accha lag to jorur post ko aapne dosto ke sath share kare comment kare, post ko lekar agar koibhi problem ho to niche comment karke bataye hum jorur help karenge.
No comments:
Post a Comment